02:27 AM,........"no neend in ma eyes........ab kya karu guys".
                                                                                              Suddenly ringtone play in ma cell..... FARHAAN AKHTER's poem from ZINDAGI NAA MILEGI DOBARA...................................
                                                         
                                                         
"Jab jab dard ka baadal chaya,
Jab ghum ka saya lehraya,
Jab aansoo palkon tak aya,
Jab yeh tanha dil ghabraya,
Humne dil ko yeh samjhaya,
Dil aakhir tu kyun rota hai,
Duniya mein yunhi hota hai"
           
Really heart touching............fir socha kyun naa main bhi kuch likhu..........aur kuch lines pesh aapke liye jo extreme edition of this poem.........

                                                 
"jab jab matlabi duniya ka saaya lahraaya,
tab tab iss duniya ne hath failaya,
 tu har kisi ke kaam aaya,
fir bhi tu kisi ke mann ko naa bhaaya,
Humne dil ko yeh samjhaya,
Dil aakhir tu kyun rota hai,

Duniya mein yunhi hota hai"

"khaayi thi kasam wafa ki,
ki nhi todege yeh dil kabhi,
fir kuch iss tarah unhone muh fera,
ki tut gaya yeh dil mera,
Humne dil ko yeh samjhaya,
Dil aakhir tu kyun rota hai,
Duniya mein yunhi hota hai"

"kadam badhe the apne manjil ki taraf,
bas chand faasle bache the apni manjil ki taraf,
fir ek aisa hawa ka jhonka aaya,
ki ek baar fir takdeer ne mujhe hi aajmaaya,
Humne dil ko yeh samjhaya,
Dil aakhir tu kyun rota hai,
Duniya mein yunhi hota hai"


WHAT'S YOUR REACTION GUYS....!!!!